Free Download Kismat Se Milti Behna Bhai Ka Maan Badhaye Mp3 Song

Kismat Se Milti Behna Bhai Ka Maan Badhaye arrives as a festive offering for the Raksha Bandhan 2026 Special Mp3 Songs collection. Swasti Mehul provides the vocals, while also handling the composition and lyric writing, delivering a cohesive musical piece. Released under the Swasti Mehul label, the tune reflects the celebratory spirit associated with sibling bonds. The track has a runtime of 03:38. Listeners can enjoy the recording in both high‑quality 320kbps and standard 128kbps MP3 formats, making it suitable for a range of devices and listening preferences.

Kismat Se Milti Behna Bhai Ka Maan Badhaye MP3 Song from Raksha Bandhan 2026 Special Mp3 Songs by Swasti Mehul
Song Name: Kismat Se Milti Behna Bhai Ka Maan Badhaye
Singer, Music Composer & Lyricist: Swasti Mehul
Duration: 03:38
Size: 8.40 MB
Released On: Aug 27, 2026

Listen & Download Kismat Se Milti Behna Bhai Ka Maan Badhaye

Kismat Se Milti Behna Bhai Ka Maan Badhaye Song Ringtone Download

Loading...
-

Kismat Se Milti Behna Bhai Ka Maan Badhaye Lyrics

Ghar aangan mein shor macha kar
Baatein manwa leti hai
Meri behna jab muskaye toh
Ghar mein raunak kar deti hai

Ghar aangan mein shor macha kar
Baatein manwa leti hai
Meri behna jab muskaye toh
Ghar mein raunak kar deti hai

Woh khayal rakhe maa jaisa,
Papa sa laad jataye
Qismat se milti behna,
Bhai ka maan badhaye

Oh, behna, behna meri,
Iss kalaai ki tu shaan hai
Oh, behna, behna meri,
Iss kalaai ki tu shaan hai

Har kaaj ki Swasti tujhse,
Tyohar ki raunak tujhse
Ek dor mein baandhe sabko,
Rishte ki hifazat tujhse

Oh, behna, behna meri,
Tu hi mera samman hai
Oh, behna, behna meri,
Tu hi mera samman hai

Didi, yeh aapke liye

Woh saathi ban samjhati hai,
Sahi-galat dikhlati hai
Meri behna meri raksha kar
Bhai ka farz nibhati hai

Woh saathi ban samjhati hai,
Sahi-galat dikhlati hai
Meri behna meri raksha kar
Bhai ka farz nibhati hai

Tu door chali jayegi,
Mujhe kaun sataayega?
Meri himmat ban har qadam-qadam
Mujhe kaun bachayega?

Oh, behna, mile har khushi tujhe
Ek tu hi mile, haan, har janam mujhe
Oh, behna, mile har khushi tujhe
Ek tu hi mile, haan, har janam mujhe

Oh, behna, mile har khushi tujhe
Ek tu hi mile, haan, har janam mujhe
Oh, behna, behna meri,
Tu hi mera samman hai


Other Mp3 Songs of Raksha Bandhan 2026 Special Mp3 Songs

Latest Mp3 Releases by Swasti Mehul

Swasti Mehul - Masterpiece Songs

Lyrics of Swasti Mehul

New & Trending Tracks

More Information & FAQ